SEARCH RESULTS
Showing search results for "kinaaya"
Ghazal MATCHES FOR "kinaaya"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
qariina sarqa ishaara kinaaya ramz savaal
hayaa se jhuktii nigaaho.n me.n jhaa.nkte the sabhii
Shahzad Qais
Ghazal
pahle na ko.ii ramz-e-suKHan thii na kinaaya
ab nuqta-e-takmiil-e-hunar mehvar-e-fan tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
lailatul-qadr kinaaya na shab-e-vasl se ho
us kaa afsaana miyaan-e-ramazaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tirii Gazal me.n ajab kaif hai magar 'irfaan'
daruun-e-ramz-o-kinaaya kamii malaal kii hai
Irfan Sattar
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
shafaq kinaayaa-e-lab shaam istaara-e-zulf
kabhii KHayaal vasiilo.n se be-niyaaz to ho
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
ko.ii kinaaya kahii.n aur baat karte hu.e
ko.ii ishaara zaraa duur se guzarte hu.e
Zafar Iqbal
Ghazal
kabhii iimaa na kinaaya na ishaara ham ko
kam-nigaahii ne tirii jaan se maaraa ham ko
Dagh Dehlvi
Ghazal
bichhaa ke in ko mai.n chaahe jidhar utar jaa.uu.n
ravaa.n huu.n naav me.n dariyaa ke do kinaare liye
Shahid Makuli
Ghazal
manzile.n aisii bhii hai.n fikr-e-bashar se aage
jin kii had me.n na ishaara na kinaaya jaa.e
Khwaja Shauq
Ghazal
ye log samajhte hai.n kahaa.n ramz-o-kinaaya
usluub nayaa ko.ii banaanaa hii pa.Degaa
Ashfaq Amir
Ghazal
kabhii a.ndheraa kabhii ujaalaa suno Gazaala
ko.ii kinaaya ko.ii kinaara suno Gazaala
Sayeed Ashar
Ghazal
ye hijr-zaad samajhtaa hai kam visaal kii baat
bataa jo ramz-o-kinaaya hai.n KHuub phailaa ke
Ejaz Gul
Ghazal
kuchh ishaara bhii kinaaya bhii ho kuchh tamsiil bhii
kuchh Gazal ke sher ko tahdaar honaa chaahiye
Zameeruddin Sajid
Ghazal
kinaaya aur Dhab kaa is mirii majlis me.n kam kiije
ajii sab taa.D jaave.nge na aisaa to sitam kiije