SEARCH RESULTS
Showing search results for "kisaan"
Ghazal MATCHES FOR "kisaan"
Ghazal
ghaTaa.e.n uThtii hai.n barsaat hone lagtii hai
jab aa.nkh bhar ke falak ko kisaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
baarishe.n jaa.De kii aur tanhaa bahut meraa kisaan
jism aur iklautaa kambal bhiigtaa hai saath saath
Parveen Shakir
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
halaal rizq kaa matlab kisaan se puuchho
pasiina ban ke badan se lahuu nikaltaa hai
Aadil Rasheed
Ghazal
manDii ne luuT lii.n javaa.n-fasle.n kisaan kii
qarze ne KHud-kushii kii taraf dhyaan kar diyaa
Aalok Shrivastav
Ghazal
faslo.n kaa KHvaab bhuuk kii aa.nkho.n me.n rah gayaa
gaa.nv ke khet khaa ga.e lekin kisaan tak
Taufeeq Sagar
Ghazal
zamiin-e-karb kii har fasl kaa jo maalik hai
hamaare dard ke rishte isii kisaan se hai.n
Raza Mauranvi
Ghazal
kisaan dil-shaad khet aabaad hai.n vahaa.n ke
safed bhe.De.n hai.n sabz chaare hai.n us kinaare
Unknown
Ghazal
na mil sakaa kahii.n Dhuu.nDe se bhii nishaan miraa
tamaam raat bhaTaktaa rahaa kisaan miraa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
chhoTe kisaan hai.n ki mare jaa rahe.n roz
haalat pe apnii ro rahii hai shaam-laat bhii
Raakesh ulfat
Ghazal
ho 'faKHr' KHaak mujhe qaum kii taraqqii par
jo fard-e-qaum ye mazduur aur kisaan nahii.n
Fakhr Zaman
Ghazal
ko.ii sunahrii kiran roz ham banaa lete
ye barf hotaa hu.aa shahr kuchh pighal jaataa
Hamida Shaheen
Ghazal
milaa na khet se us ko bhii aab-o-daana kyaa
kisaan shahr ko phir ik hu.aa ravaana kyaa
Saurabh Shekhar
Ghazal
gandum kii baaliyo.n se bahut raushnii hu.ii
is raushnii se qarz na utraa kisaan kaa
Ahmad Fakhir
Ghazal
miltii hai.n kitnii roTiyaa.n mehnat kii dhuup me.n
puuchhe ko.ii ye khet me.n jaa kar kisaan se
Sarvat Zaidi Bhopali
Ghazal
Ainuddin Azim
Ghazal
muhtaaj daane daane ko yaaro kisaan hai
haakim ko hai pa.Dii hu.ii apne lagaan kii