SEARCH RESULTS
Showing search results for "kitaab-e-amal"
Ghazal MATCHES FOR "kitaab-e-amal"
Ghazal
har ik kitaab-e-amal ke unvaan apne apne
varaq varaq par qazaa kii tahriir ek jaisii
Jaleel 'Aali'
Ghazal
mahruumii-e-hayaat kaa hal Dhuu.nDte rahe
ya.anii adaa-e-husn-e-amal Dhuu.nDte rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
agarche tarz-e-amal us kaa naagavaar bhii thaa
magar vo mere tasavvur kaa shaahkaar bhii thaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
paarsaa ham-raah le jaa.e.nge pindaar-e-amal
ham to apne saath un kii KHaak-e-paa le jaa.e.nge
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hamaare fikr-o-amal par jumuud taarii hai
ba-tarz-e-shor-e-qayaamat shabaab aa.egaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
'parvii.n' jalaa.o sham-e-amal gor ke liye
suuraj kaa nuur chaa.nd ke vahaa.n chaa.ndnii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
duniyaa jise kahte hai.n miyaa.n jaa-e-amal hai
baato.n se kahii.n bantii hai taqdiir kisii kii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
KHayaal pursish-e-aamaal kaa nahii.n hai unhe.n
jo zer-dasto.n ko zer-e-itaab rakhte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
poshiida lafz lafz me.n hai daastaan-e-karb
'qudsii' kitaab-e-ziist kaa har baab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
dekhne vaale ye kahte hai.n kitaab-e-dahr me.n
tuu saraapaa husn kaa naqsha hai mai.n tasviir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
vo dil ko dekhtaa hai na a.amaal-e-zaahirii
lailaa ke KHvaast-gaar ko mahmil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
KHuugar-e-sa.ii-e-mukaafaat-e-amal ban ke 'atiiq'
faa.eda tuu bhii har aasaanii-o-mushkil se uThaa