SEARCH RESULTS
Showing search results for "kitaab-e-amal"
Nazm MATCHES FOR "kitaab-e-amal"
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
charaaG raah me.n us ke amal se jalne lage
lo aaj sub.h-e-shab-e-intizaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
huzn-e-insan
KHasta-e-kashmakash-e-fikr-o-amal
tujh ko hai hasrat-e-iz.haar-e-shabaab
Noon Meem Rashid
Nazm
b amman se KHitab
ai ki terii zaat thii sarmaaya-e-ilm-o-amal
ai ki teraa har iraada thaa nihaayat hii aTal
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
mohabbat
mohabbat naGma-e-roz-e-azal hai
mohabbat qaazii-e-shahr-e-'amal hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
mere nadim!
KHayaal o sher kii duniyaa me.n jaan thii jin se
fazaa-e-fikr-o-amal arGavaan thii jin se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mashwara
mujhe ye vahm kisii maahtaab kii ThanDak
lahuu se garmii-e-fikr-o-amal nicho.D na le
Zehra Nigaah
Nazm
muslim-league
kaam karne ke bahut se hai.n jo karnaa chaahe.n
ab bhii ye daa.era-e-sa.i-o-amal ta.ng nahii.n
Shibli Nomani
Nazm
KHwabon KHayalon ki apsara
ye mere KHvaabo.n-KHayaalo.n kii apsaraa jis me.n
nigaah-e-fikr-o-amal tiir kii kamaa.n kii tarah
Daur Afridi
Nazm
sirr-e-hasti
vahm ko durr-e-haqiiqat se sajaayaa mai.n ne
mash.al-e-raah-e-amal kun ko banaayaa mai.n ne
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
bulandi aur pasti
jahaa.n me.n panapne kii kyaa kyaa hai.n raahe.n
kitaab-e-taraqqii-o-nusrat ko dekho
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
ye sar-zamin-e-watan
ye sar-zamiin-e-vatan ye dayaar-e-ahal-e-nazar
ye sar-zamiin-e-vatan jalva-gaah-e-zaat-o-sifaat
Rifat Sarosh
Nazm
wali
ruuh me.n jis ne bharii urdu ke be-jaa.n jaam me.n
kaif-e-ehsaas-e-amal hai jis ke har paiGaam me.n