SEARCH RESULTS
Showing search results for "ko.enaa"
Ghazal MATCHES FOR "ko.enaa"
Ghazal
khii.nch lenaa vo miraa parde kaa konaa daf.atan
aur dupaTTe se tiraa vo mu.nh chhupaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
taqdiir bhii majbuur hai, tadbiir bhii majbuur
is kohna aqiide ko miTaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
tark kar chuke qaasid kuu-e-naa-muraadaa.n ko
kaun ab KHabar laave shahr-e-aashnaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
pahle hii bahut KHaak u.Daa.ii hai yahaa.n par
mere liye is dasht kaa konaa hii bahut hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
hamesha kyaa piyuu.ngaa mai.n isii kohna-sifaalii mai.n
mire aage kabhii to saaGar-e-zarfaam aa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
is kohna-KHaraabe me.n aabaadii na kar mun.im
yak shahr nahii.n yaa.n jo sahraa na hu.aa hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tire faqiir ko itnii sii jaa bhii kaafii hai
jo tere dil me.n nikal aa.e ek konaa bhii
Khurshid Talab
Ghazal
Hamidullah Afsar
Ghazal
mere chehre par munaqqash is tarah taariiKH hai
jaise ik kohna ajaa.ib ghar kaa baashinda huu.n mai.n
Anwar Sadeed
Ghazal
huur aa.e KHuld se to biThaa.uu.n kahaa.n use
aaraasta ho ek to konaa mazaar kaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
fitrat na.ii zamaana nayaa zindagii na.ii
kohna KHudaa ko puujte jaane me.n kuchh nahii.n
Nushur Wahidi
Ghazal
phir laKHt-e-jigar ko.elaa le aayaa kahii.n se
ab dekhiye kyaa kyaa sar-e-diivaar banegaa