SEARCH RESULTS
Showing search results for "kohaan"
Ghazal MATCHES FOR "kohaan"
Ghazal
mujrim ke kaTahre me.n phir ham ko kha.Daa kar do
ho rasm-e-kohan taaza fariyaad kare.n phir se
Shahryar
Ghazal
hai naaz-e-muflisaa.n zar-e-az-dast-rafta par
huu.n gul-farosh-e-shoKHi-e-daaG-e-kohan hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
Khumar Barabankavi
Ghazal
gar ehtiraam-e-rasm-e-vafaa hai to ai KHudaa
ye ehtiraam-e-rasm-e-kohan mujh se chhiin le
Nasir Kazmi
Ghazal
hai.n dasht ab ye jiite baste the shahr saare
viiraana-e-kohan hai maamuura is jahaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
gar shaaKH-e-za.afaraa.n use kahiye to hai ravaa
hai farah-baKHsh vaaqa.ii is had kohaa.n basant
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
nahii.n pasand rivaaj-e-kohan hame.n 'qaisar'
na.e nizaam ke saa.nche me.n Dhal ke dam le.nge
Qaisar Nizami
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
mirii navaa se larazne lagaa nizaam-e-kohan
miraa payaam 'ziyaa' vaj.h-e-inqalaab hu.aa
Bakhtiyar Ziya
Ghazal
pilaa pilaa ki nizaam-e-kohan badal Daaluu.n
samand-e-umr bahut tez-gaam hai saaqii
Hasan Azimabadi
Ghazal
jo bhii haq par ho vahii daar-o-rasan tak pahu.nche
aadmii aaj kaa yuu.n rasm-e-kohan tak pahu.nche
Tahira Jabeen
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhe.n zaruur ko.ii chaahato.n se dekhegaa
magar vo aa.nkhe.n hamaarii kahaa.n se laa.egaa