SEARCH RESULTS
Showing search results for "kohaan"
Nazm MATCHES FOR "kohaan"
Nazm
shahr-e-zulmat ko sabaat nahin
ai nizaam-e-kohan ke farzando
ai shab-e-taar ke jigar-bando
Habib Jalib
Nazm
daranti
sunahrii fasl tak us kii chamak nahii.n mauquuf
ki ab nizaam-e-kohan bhii usii kii zad me.n hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
diwali
ho sake to chho.D de rasm-e-kohan mard-e-javaa.n
taa-ba-kai dohraa.e jaa.egaa fasurda daastaa.n
Shatir Hakeemi
Nazm
ghaalib
kal jo thaa tarz-e-jahaa.n aaj kahaa.n hai baaqii
saath de saktii nahii.n aaj kaa vo rasm-e-kohan
Saeed Arifi
Nazm
garm hathon mein shaKH
un kii soch kaa zaKHmii kohaan
makkhiyo.n kii bhunbhunaahat se
Makhdoom Munawwar
Nazm
shair ke irade
gul ho chuke nizaam-e-kohan ke diye tamaam
ko.ii nayaa charaaG jalaa kar rahuu.ngaa mai.n
Ameer Chand Bahar
Nazm
jawaz
phir bhii jiite hai.n kyaa KHabar kyaa ho
kuchh davaamii nahii.n nizaam-e-kohan
Daud Ghazi
Nazm
jawab-e-shikwa
is na.ii aag kaa aqvaam-e-kuhan ii.ndhan hai
millat-e-KHatm-e-rusul shola-ba-pairaahan hai
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahaa.n se aa.ii nigaar-e-sabaa kidhar ko ga.ii
abhii charaaG-e-sar-e-rah ko kuchh KHabar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
apne bistar pe bahut der se mai.n niim-daraaz
sochtii thii ki vo is vaqt kahaa.n par hogaa