SEARCH RESULTS
Showing search results for "kosh"
Ghazal MATCHES FOR "kosh"
Ghazal
naumiid na ho in se ai rahbar-e-farzaana
kam-kosh to hai.n lekin be-zauq nahii.n raahii
Allama Iqbal
Ghazal
ye shab kaa raqs-o-ra.ng to kyaa sun mirii kuhan
sub.h-e-shitaab-kosh ko daftar bhii kuchh nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
jabiin-e-KHud-pasand ko sazaa-e-dard yaad ho
sar-e-junuun-kosh me.n KHayaal-daar chaahiye
Tanveer Anjum
Ghazal
maslahat-kosh zamaane kaa bharosa kyaa hai
jo bhii miltaa hai yahaa.n gardish-e-dauraa.n kii tarah
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
dil me.n utar aa.ii hai nigaaho.n se simaT kar
kis darja hayaa-kosh hai tasviir kisii kii
Talib Baghpati
Ghazal
zamaane terii hunar-kosh razm ke haatho.n
mai.n luT chukaa thaa magar shaa.erii bachii hu.ii thii
Liaqat Jafri
Ghazal
ishq me.n ahl-e-vafaa kitne aziyyat-kosh hai.n
KHuun dil kaa ho rahaa hai lab magar KHaamosh hai.n
Fana bulandshahri
Ghazal
kyaa KHabar 'siimaab' kab ghabraa ke de de apnii jaan
zabt go ab tak tahammul-kosh hai tere baGair
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ye husn-e-sitam-kosh sitam-kosh hai kab tak
kab tak ye nazar baanii-e-be-daad rahegii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
tuu jafaa-kesh rahaa aur me.n vafaa-kosh rahaa
baat terii bhii mirii baat se aage na ba.Dhii
Asad Badayuni
Ghazal
shab is dil-e-girafta ko vaa kar ba-zor-e-mai
baiThe the shiira-KHaane me.n ham kitne harzaa-kosh
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye husn-e-sitam-kosh sitam-kosh hai kab tak
kab tak ye nazar baanii-e-bedaad rahegii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
aa.nsu.o.n me.n faqat ab mujh ko nazar aate ho
is tarah to mujhe Gam-kosh na kar denaa thaa