SEARCH RESULTS
Showing search results for "kotaahii"
Ghazal MATCHES FOR "kotaahii"
Ghazal
ai taa.ir-e-laahautii us rizq se maut achchhii
jis rizq se aatii ho parvaaz me.n kotaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
hijraa.n me.n us ke zindagii karnaa bhalaa na thaa
kotaahii jo na hove ye umr-e-daraaz se
Meer Taqi Meer
Ghazal
lazzat-e-naGma kahaa.n murG-e-KHush-alhaa.n ke liye
aah us baaG me.n kartaa hai nafas kotaahii
Allama Iqbal
Ghazal
samajh is fasl me.n kotaahi-e-nashv-o-numaa 'Gaalib'
agar gul sarv ke qaamat pe pairaahan na ho jaave
Mirza Ghalib
Ghazal
dene vaale tujhe denaa hai to itnaa de de
ki mujhe shikva-e-kotaahii-e-daamaa.n ho jaa.e
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
kyaa kuchh na thii shikaayat-e-kotaahii-e-nazar
ab vus.at-e-nigaah se ghabraa rahaa huu.n mai.n
Habeeb Ashar Dehlavi
Ghazal
kotaahii-e-nazar se ahaata na ho sakaa
milne ko yuu.n milaa hai buto.n me.n KHudaa mujhe
Ehsan Danish
Ghazal
kyaa puuchhte ho dast-e-qanaa.at kii kotahii
kuchh vaa shab-e-visaal me.n band qabaa kiyaa
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mirii shikast me.n muzmar hai terii kotaahii
tujhe bhii merii tarah kal ko haath malnaa hai
Aah Sambhali
Ghazal
nahii.n ye husn nahii.n baKHt kii hai kotaahii
savaal-e-vasl kaa ho.nTo.n tak aa ke rah jaanaa
Shad Azimabadi
Ghazal
vafaa kii daad hai kotaahii-e-vafaa kii daliil
mai.n jaantaa huu.n ki himmat ba.Dhaa rahaa hai ko.ii
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ashko.n se charaaGaa.n hai shab-e-ziist so vo bhii
kotaahi-e-mizhgaa.n se ziyaada nahii.n rakhte
Shakeb Jalali
Ghazal
Garaz ye hai na ho fikr-o-amal me.n kotaahii
KHudaa dilo.n ko agar iztiraab detaa hai
Mahendra Partap Chand
Ghazal
kis ko nahii.n kotaahii-e-qismat kii shikaayat
kis ko gila-e-gardish-e-ayyaam nahii.n hai