SEARCH RESULTS
Showing search results for "kotah"
Ghazal MATCHES FOR "kotah"
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
azmat-e-girya ko kotaah-nazar kyaa samjhe.n
ashk agar ashk na hotaa to sitaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
hamii.n ne rok liyaa panja-e-junuu.n varna
hame.n asiir ye kotah-kamand kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tirii nigaah faromaaya haath hai kotaah
tiraa gunah ki naKHiil-e-buland kaa hai gunaah
Allama Iqbal
Ghazal
aa.nkho.n se gard jhaa.D ke dekhaa to dosto
kotaah qad bhii apne baraabar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kotaah hai nihaayat dast-e-du.aa hamaaraa
daaman asar kaa jaa kar ik baar chhuu na aayaa
Meer Khaleeq
Ghazal
kotaah-qadii kahtii hai khaTTe hai.n ye a.nguur
lekin gah-o-be-gaah lapaktaa bhii bahut hai
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
kotah hai is qadar mire qad par ridaa-e-aish
Dhaa.nkuu.n jo paa.nv ko to yaqii.n hai ki sar khule
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
armaan-e-tajallii kaa kotaah bhii kar qissa
ai dost tujhe aaKHir ik din nazar aanaa hai
Seemab Akbarabadi
Ghazal
shahr-e-kotaah me.n sab past-nashii.n past-nishaa.n
kis ko hamraaz kare.n kis kaa qariina siikhe.n
Shahid Mahuli
Ghazal
gulzaar-e-jahaa.n par na pa.Dii aa.nkh hamaarii
kotaah thii umr apnii habaab-e-lab-e-juu se