SEARCH RESULTS
Showing search results for "kothaa"
Ghazal MATCHES FOR "kothaa"
Ghazal
kis ne dekhaa hai KHudaa ko dekhte hai.n tum ko sab
tuur-e-muusaa aur hai koThaa tumhaaraa aur hai
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
mujhe bataa de tuu rahtaa hai kaun se ghar me.n
ki jis ke koThe se koThaa tiraa lagaav pe hai
Syed Ghazanfar Ali Ghazanfar
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
dopahar kii dhuup me.n mere bulaane ke liye
vo tiraa koThe pe na.nge paa.nv aanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
zahe vo dil jo tamannaa-e-taaza-tar me.n rahe
KHoshaa vo umr jo KHvaabo.n hii me.n bahal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
Shahryar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ye 'taabish' kyaa hai bas ik khoTaa sikka
magar ye khoTaa sikka chal rahaa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
lagaa rahaa huu.n mazaamiin-e-nau ke phir ambaar
KHabar karo mire KHirman ke KHosha-chiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
isii ummiid par ham taalibaan-e-dard jiite hai.n
KHoshaa dard de ki teraa aur dard-e-laa-davaa hogaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
dariyaa kaa talaatum to bahut din kii kathaa hai
lekin mire andar kaa bha.nvar kyo.n nahii.n jaataa
Akhtar Usman
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ranj o malaal o kaif o nashaat o bahaar-e-umr
jo kuchh mujhe milaa use khotaa chalaa gayaa
Nushur Wahidi
Ghazal
ai KHoshaa azm-e-javaa.n zauq-e-safar josh-e-talab
haadse ba.Dh na sake apne qadam se aage
Ishrat Qadri
Ghazal
na puuchh suud-o-ziyaa.n kaarobaar-e-ulfat ke
vagarna yuu.n to na paanaa thaa kuchh na khotaa thaa