SEARCH RESULTS
Showing search results for "kunaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "kunaa.n"
Ghazal
girya-kunaa.n kii fard me.n apnaa nahii.n hai naam
ham girya-kun azal ke hai.n girya kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
ye judaa.ii kii gha.Dii hai ki jha.Dii saavan kii
mai.n judaa girya-kunaa.n abr judaa yaar judaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jahaan-e-girya-e-shabnam se kis Guruur ke saath
guzar rahe hai.n tabassum-kunaa.n gulaab ke phuul
Majeed Amjad
Ghazal
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
gul nauha-kunaa.n o sanam-e-dast-ba-siina
allaah Ganii! lamha-e-anjaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
maut kii aaGosh me.n girya-kunaa.n hai zindagii
aa.iye do chaar aa.nsuu aap bhii ro jaa.iye
Javed Saba
Ghazal
kyaa ye insaaf hai ai KHaaliq-e-sub.h-e-gulshan
ko.ii ha.nstaa hai ko.ii girya-kunaa.n hotaa hai
Amir Usmani
Ghazal
dekhaa ki abhii ruuh me.n fariyaad-kunaa.n hai
sajda jise paaband jabii.n kaa nahii.n rakkhaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
nauha-kunaa.n havaa.o shola-ba-jaa.n fazaa.o
dekho vo jaa rahaa hai jii bhar ke us ko ro lo
Khalid Ahmad
Ghazal
dil to ik aur hii aahang pe hai raqs-kunaa.n
dil kaa is umr-e-faromaaya se rishta kyaa hai
Mahmood Ayaz
Ghazal
daf bajaatii hu.ii sahraa.o.n se aa.egii havaa
aur phir ho.nge yahaa.n raqs-kunaa.n duusre log
Irfan Siddiqi
Ghazal
barso.n rahe hai.n raqs-kunaa.n jis zamiin par
pahchaantii nahii.n hame.n aavaaz-e-paa se bhii