SEARCH RESULTS
Showing search results for "kunaa.n"
Nazm MATCHES FOR "kunaa.n"
Nazm
nur-jahan ke mazar par
sahmii sahmii sii fazaa.o.n me.n ye viiraa.n marqad
itnaa KHaamosh hai fariyaad-kunaa.n ho jaise
Sahir Ludhianvi
Nazm
zindan ki ek subh
jin ke changul me.n shab o roz hai.n fariyaad-kunaa.n
mere bekaar shab o roz kii naazuk pariyaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tasalsul
sirf lab-doKHt parbat hai.n jahaa.n nauha-kunaa.n
na dar-o-baam na diivaar o dariicha ko.ii
Ahmad Faraz
Nazm
farsh-e-naumidi-e-didar
haath phailaa.e hu.e baiThii hai fariyaad-kunaa.n
dil ye kahtaa hai kahii.n aur chale jaa.e.n jahaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
apnii yak-tarfa siyaasat ke taqaazo.n ke tufail
ek baar aur tujhe nauha-kunaa.n chho.D ga.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
hawa jam-e-sehat tajwiz karti hai
aur udaasii kii yahii suurat rahegii
mai.n apne sog me.n maatam-kunaa.n
Parveen Shakir
Nazm
tarah-e-nau
sehn-e-jahaa.n me.n raqs-kunaa.n hai.n tabaahiyaa.n
aaqaa-e-hast-o-buud kii san.at-garii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasb-e-farmaish
dekh ke Gair ke pahluu me.n tujhe raqs-kunaa.n
bhiig jaatii hai mirii aa.nkh sarishk-e-Gam se
Habib Jalib
Nazm
aap-biti
kitnii kho.ii hu.ii biimaar o fasurda aa.nkhe.n
TimTimaate se diye chaar taraf nauha-kunaa.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
gurunanak
kundan jo na ho jaa.e vo sonaa hii nahii.n hai
haq-go hai jo duniyaa hii me.n jannat kaa makii.n hai
Arsh Malsiyani
Nazm
tumhaara shahr
har ik ravish pe havaa chal rahii hai nauha-kunaa.n
sahar kii gul-badanii hai lahuu kaa pairaahan
Ali Sardar Jafri
Nazm
cigarette aur pan ka mukalima
bolaa cigarette ki bashar shikva-kunaa.n hai.n tere
dar-o-diivaar pe paiiko.n ke nishaa.n hai.n tere
Syed Mohammad Jafri
Nazm
main kya kahta tha
un daraKHto.n se lipaT jaa.uu.n
jo jalte hai.n magar saaya-kunaa.n rahte hai.n