SEARCH RESULTS
Showing search results for "kundii"
Ghazal MATCHES FOR "kundii"
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
baahar galii me.n shor hai barsaat kaa suno
kunDii lagaa ke aaj to ghar me.n pa.De raho
Adil Mansuri
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
bujhe ho, haath maayuusii lagii hai kyaa
dar-e-ulfat pe ab kunDii lagii hai kyaa
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
yuu.n na lage mai.n us kii raah me.n baiThaa thaa
is baarii aaraam se kunDii kholuu.ngaa
Adnan Ahmad
Ghazal
Osama Khalid
Ghazal
assalaa ai kundii-e-hosh-o-havaas
ai tabii.at kii ravaanii alvidaa.a
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
KHushk roTii to.Dnii hai sard paanii chaahiye
kyaa kisii girje kii kunDii khaTkhaTaanii chaahiye
Ahmad Jahangir
Ghazal
thakaa maa.nda jo mai.n lauTuu.n kahii.n se
to darvaaze kii kunDii khol denaa
Hairat Allahabadi
Ghazal
thakaa-maa.nda jo mai.n lauTuu.n kahii.n se
to darvaaze kii kunDii khol denaa
Hairat Allahabadi
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
shurafaa hai.n baa-asar hai.n magar faaqa-mast hai.n
kunDii talak hilegii na un ke kivaa.D me.n
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
us ne darvaaze ko andar se lagaa lii kunDii
mai.n ne puuchhaa vo jo hote the makii.n bastii me.n
Zahoor Chohan
Ghazal
lauT jaa.egaa ko.ii dar ko muqaffal dekh kar
aur darvaaze pe kunDii kii khaTak rah jaa.egii