SEARCH RESULTS
Showing search results for "kursii"
Ghazal MATCHES FOR "kursii"
Ghazal
jo mere vaaste kursii lagaayaa kartaa thaa
vo merii kursii se kursii lagaa ke baiTh gayaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
zamii.n aasmaa.n arsh-o-kursii bhii kyaa hai
ko.ii le to mai.n laa-makaa.n bechtaa huu.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jaane vo ko.ii jabr hai yaa iKHtiyaar hai
daftar me.n tho.Dii der jo kursii-nashii.n huu.n mai.n
Rais Farogh
Ghazal
gul-daan me.n gulaab kii kaliyaa.n mahak uThii.n
kursii ne us ko dekh ke aaGosh vaa kiyaa
Mohammad Alvi
Ghazal
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Janan Malik
Ghazal
apne is ahd kaa insaaf hai taaqat kaa Gulaam
aa.nch bhii kursii-nashii.n par nahii.n aane detaa
Zafar Sahbai
Ghazal
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
dekhnaa hai ab yahii detaa hai kis ko kaun maat
saamnaa jantaa kaa phir kursii ke fariyaadii se hai
Zafar Kamali
Ghazal
Sardar Panchhi
Ghazal
Osama Zakir
Ghazal
kursii-e-dil pe tire jaate hii dard aa baiThe
jaise aa.iina-e-be-kaar pe gard aa baiThe
Farhat Ehsas
Ghazal
kaise hamaare gaa.nv kaa hotaa ko.ii vikaas
kursii badal ga.ii kabhii netaa badal gayaa