SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuuza-gar-e-qaamuus"
Ghazal MATCHES FOR "kuuza-gar-e-qaamuus"
Ghazal
kuuza-gar-e-qaamuus kahaa.n 'zeb' saa 'tafziil'
simTaa hu.aa kaaGaz pe samundar na milegaa
Tafzeel Ahmad
Ghazal
mujhe shakl de ke tamaam kar kaf-e-kuuza-gar
kabhii kuu-ba-kuu mujhe aam kar kaf-e-kuuza-gar
Mumtaz Athar
Ghazal
mai.n vo paamaal-e-sahv-e-kuuza-gar huu.n
ki ik gardish baraabar dekhtaa huu.n
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
zer-e-takmiil hai.n dast-e-fan-e-kuuza-gar me.n
ham vo iijaad hai.n jo chaak se baahar na hu.e
Salim Shuja Ansari
Ghazal
kuuza-gar ke ghar ummiide.n aa.ii hai.n
miTTii ke putle me.n saa.nse.n aa.ii hai.n
Amit Sharma Meet
Ghazal
ham aap apnaa muqaddar sa.nvaar lete magar
hamaare haath kaf-e-kuuza-gar nahii.n aayaa
Aftab Hussain
Ghazal
thaa kamaal-e-kuuza-gar Dhaaltaa rahaa mujh ko
haa.n 'farah' lage barso.n shaah-kaar hone tak
Farah iqbal
Ghazal
Shamim Hanafi
Ghazal
ye chaahtaa huu.n ki maiKHaane tak rasaa.ii ho
agar sifaal banuu.n dast-e-kuuza-gar me.n rahuu.n
Zafar Ansari Zafar
Ghazal
banaa banaa ke bigaa.Daa gayaa hame.n aksar
misaal-e-kuuza kisii dast-e-kuuza-gar me.n rahe
Rahman Khawar
Ghazal
jaane kab biga.D jaa.e.n jaane kab sa.nvar jaa.e.n
dast-e-kuuza-gar me.n hai.n apnaa aasraa hii kyaa
Saleem Kausar
Ghazal
ko.ii kahii.n na kahii.n ik kamii sii hai mujh me.n
mujhe dobaara gul-e-kuuza-gar me.n rakkhaa jaa.e
Tariq Naeem
Ghazal
na jaane kyaa hai kisii chaak par Thahartii nahii.n
hamaarii KHaak gil-e-kuuza-gar se baahar hai
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
miTTii kaa jism aur saf-e-mo'atabar me.n hai
kitnaa ba.Daa kamaal kaf-e-kuuza-gar me.n hai
Shabbir Ahmad Shad
Ghazal
mujhe chaak honaa hai ek din kisii chaak par
mai.n huu.n mo'jiza kaf-e-kuuza-gar me.n chhupaa hu.aa