SEARCH RESULTS
Showing search results for "laTe.n"
Ghazal MATCHES FOR "laTe.n"
Ghazal
jhuum kar aaj ye shab-ra.ng laTe.n bikhraa de
dekh barsaat ba.Dii der ke baa'd aa.ii hai
Saifuddin Saif
Ghazal
tamaam raat thii aur kuhniyaa.n o laate.n thii.n
na sone detaa thaa mujh ko na aap sotaa thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
laTe.n chand chaa.ndii kii baKHshii.n tujhe jaa
vidaa.a letii mujh se javaanii kahe hai
Gautam Rajrishi
Ghazal
raqiib ijz sii.n ma.aquul ho sake hai.n kahii.n
ilaaj un kaa magar jhag.De.n hai.n va laate.n hai.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
use bose hame.n laate.n use va.ade hame.n ghaate.n
ye kaise gul khilaate ho KHudaa Gaarat kare tum ko
Anwar Sheikh
Ghazal
go hame.n tuu ne ye zaahir me.n navaazaa par ham
dhyaan me.n apne tirii khaate hai.n laate.n dil me.n
Meer Hasan
Ghazal
phirte hai.n kuucha-e-but-e-qudsii-sarisht me.n
diivaane laate.n maar rahe bahisht me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
rahe.n sone me.n laTe.n zulfo.n kii yuu.nhii ruKH par
na haTaa.e na chhu.e zulf-e-pareshaa.n ko.ii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
'aalam-e-nashsha me.n ruu-e-'araq-aaluuda par
vo laTe.n hotii hai.n lahraa ke pareshaa.n har shab
Ram Krishn Muztar
Ghazal
Ram Krishn Muztar
Ghazal
golii pistol launcher aur bam laayaa kaun
laate.n mukke DanDe chaaquu kahaa.n ga.e
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
kis tarah log chale jaate hai.n uTh kar chup-chaap
ham to ye dhyaan me.n laate hu.e mar jaate hai.n