SEARCH RESULTS
Showing search results for "lab-ba-lab"
Ghazal MATCHES FOR "lab-ba-lab"
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
mai.n ne use shikast dii siina-ba-siina lab-ba-lab
siina-ba-siina lab-ba-lab us ne haraa diyaa mujhe
Anwar Shuoor
Ghazal
mai.n terii ruuh kii pahnaa.ii me.n utar na sakaa
ki tujh se sirf tamannaa-e-lab-ba-lab thii mujhe
Mohsin Ehsan
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
sochiye garmi-e-guftaar kahaa.n se aa.ii
lab-ba-lab KHvaahish-e-iz.haar kahaa.n se aa.ii
Raj Narayan Raaz
Ghazal
sabz shaaKHo.n par sunahre phuul se khilne lage
lab-ba-lab mausam-asar aisii du.aa rakhtaa hai kaun
Rafiquzzaman
Ghazal
Anant Gupta
Ghazal
milte milte rah ga.ii aa.nkh us kii chashm-e-mast se
hote hote lab-ba-lab saaGar se saaGar rah gayaa
Anwari Jahan Begum Hijab
Ghazal
banda-e-mohr-ba-lab huu.n mai.n sanaa-KHvaa.n teraa
dil me.n rahtaa hai muqaffal Gam-e-pinhaa.n teraa
Josh Malsiani
Ghazal
ba-lab chuuse hu.e kyuu.n kar nahii.n hai.n
ki hai.n gul-barg lekin tar nahii.n hai.n
Naseem Dehlvi
Ghazal
rah-e-talab kii saKHtiyo.n ke shikve lab-ba-lab hu.e
suruur-e-jidd-o-jahd ko KHumaar kar liyaa gayaa
Iffat abbas
Ghazal
marne vaalo.n kii tarah muhr-ba-lab zinda huu.n
log kahte hai.n ki zinda huu.n mai.n kab zinda huu.n
Saleem Sagar
Ghazal
auro.n me.n KHud ko jaan-ba-lab Dhuu.nDte rahe
Gairo.n me.n apnaa naam-o-nasab Dhuu.nDte rahe
Sohan Rahi
Ghazal
ek ek jharokaa KHanda-ba-lab ek ek galii kohraam
ham lab se lagaa kar jaam hu.e badnaam ba.De badnaam
Majeed Amjad
Ghazal
Nikhat Barelvi
Ghazal
jaa.n-ba-lab vaise hii the aur hame.n maar chalaa
dhuup ke saath kahaa.n saaya-e-diivaar chalaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
jaa.n-ba-lab hasrat-o-armaan pe ronaa aayaa
mehrbaa.n aap ke ehsaan pe ronaa aayaa