SEARCH RESULTS
Showing search results for "lambe"
Ghazal MATCHES FOR "lambe"
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
mujh ko nadaamat bas is par hai log bahut KHush hai.n
is lamhe ko kho kar jo pachhtaane vaalaa thaa
Shahryar
Ghazal
lambe Thigne ek baraabar ho jaa.e.nge
uu.nchaa niichaa sab kuchh achchhaa ho jaa.egaa
Imran Shamshad Narmi
Ghazal
ham pe tanhaa.ii me.n kuchh aaise bhii lamhe aa.e
ban ga.e aap kii tasviir hamaare saa.e
Mushfiq Khwaja
Ghazal
havaa daraKHto.n se jab gale mil ke ro rahii ho
parind lambe safar pe jaa.e.n to lauT aanaa
Ishrat Afreen
Ghazal
tamaam jalnaa jalaanaa fasaana hotaa hu.aa
charaaG lambe safar par ravaana hotaa hu.aa
Irfan Siddiqi
Ghazal
do dino.n me.n ham zaraa kuchh aur lambe ho ga.e
qad hamaare dosto.n kaa aur chhoTaa ho gayaa
Kumar Pashi
Ghazal
be-sabab saayo.n ko apne lambe qad pe naaz hai
KHaak me.n mil jaa.e.nge ye shaam kaa aaGaaz hai
Mayank Awasthi
Ghazal
umr ke lambe safar se tajraba aisaa milaa
dhuup jab bhii sar pe aa.ii laapataa saaya milaa
Chandni Pandey
Ghazal
le jaa.o mujh ko mujh se magar ek baat hai
lambe safar ke vaaste achchhaa nahii.n huu.n mai.n
Osama Khalid
Ghazal
dhuup ke lambe safar se lauT ke aa.e jo ghar
band kamre me.n sukuu.n kii saa.ate.n achchhii lagii.n
Obaidur Rahman
Ghazal
Gam ke thape.De le ga.e naagan se lambe baal
raato.n me.n ja.ngalo.n kaa vo saaya kahaa.n se aa.e