SEARCH RESULTS
Showing search results for "lamhon ki khata ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "lamhon ki khata ebooks"
Ghazal
dhadhaktii pahar me.n chalaa.e hai.n jab hal
tabhii aap logo.n ko khaanaa milaa hai
Hassam Tajub
Ghazal
gaa.nv se gaa.nv Daakiye logo.n ke KHat pa.Dhaa kiye
miir aman hu.aa kiye baaG-o-bahaar ek din
Idris Babar
Ghazal
kaaTaa safar to ham ne ba.Dii hii lagan ke saath
manzil pe jaa ke baiThe to baiThe thakan ke saath
Rana Gannauri
Ghazal
lamha lamha hai mirii jaan ko KHatra pyaare
mai.n hii martaa huu.n tire naam pe tanhaa pyaare
Saddam Husain Muzmar
Ghazal
aa.iye aap ko dastaar-e-faziilat dii jaa.e
aap ne apne hii logo.n kaa galaa kaaTaa hai
Waseem Malik
Ghazal
Farah Shahid
Ghazal
mai.n huu.n lamho.n ko kasauTii pe parakhne vaalaa
vaqt ho sone kaa paanii to mujhe KHat likhnaa
Mutrib Nizami
Ghazal
mai.n aziyyat-naak lamho.n ke itaabo.n me.n rahaa
dard kaa qaidii banaa KHaana KHaraabo.n me.n rahaa
Yusuf Jamal
Ghazal
lamho.n ke parinde hai.n liye cho.nch me.n kankar
sahmaa saa Daraa saa hai kha.Daa ziist kaa lashkar
Saba Ikram
Ghazal
ye jabr bhii dekhaa hai taariiKH kii nazro.n ne
lamho.n ne KHataa kii thii sadiyo.n ne sazaa paa.ii
Muzaffar Razmi
Ghazal
sazaa milii hai bikharne kii aur simaTne kii
KHataa hu.ii thii havaa.o.n se kal lipaTne kii
Zafar Ghauri
Ghazal
bas labo.n ke nishaan pa.Dhtaa huu.n
KHat kaa mazmuu.n tamaam kaaGaz par
Sajid Akhtar Mehshar Ansari
Ghazal
allaah Gariibo.n kaa madad-gaar hai 'raanaa'
ham logo.n ke bachche kabhii sardii nahii.n khaate
Munawwar Rana
Ghazal
hai.n tajrabe mire ehsaanmand lafzo.n ke
ho shakl yaa ki labaada KHataa nahii.n hotaa
Ashhar Hashmi
Ghazal
aaj bichha.Dte vaqt mujhe ma.aluum hu.aa
logo.n me.n ehsaas kaa KHaana hotaa hai
Shakeel Jamali
Ghazal
KHunuk havaa kaa ye jho.nkaa sharaar kaise hu.aa
ye meraa shahr dukho.n kaa dayaar kaise hu.aa
Parkash Fikri
Ghazal
naddii ke us paar kha.Daa ik pe.D akelaa
dekh rahaa hai anjaane logo.n kaa relaa