SEARCH RESULTS
Showing search results for "lat"
Ghazal MATCHES FOR "lat"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
shauq ko ye lat ki har dam naala khii.nche jaa.iye
dil kii vo haalat ki dam lene se ghabraa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
paa.nv meraa kalba-e-ahzaa.n me.n ab rahtaa nahii.n
rafta rafta us taraf jaane kii mujh ko lat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
farhaad thaa to shiirii.n ke Gam me.n mu.aa Gariib
lailaa ke Gam me.n aan ke majnuu.n bhii laT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
zahe soz-e-Gam-e-aadam KHushaa saaz-e-dil-e-aadam
isii ik sham.a kii lau ne jahaan-e-tiirgii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
shab 'miir' se mile ham ik vahm rah gayaa hai
us ke KHayaal-e-muu me.n ab to gayaa bahut laT
Meer Taqi Meer
Ghazal
paa.nv ruktaa nahii.n masjid se dam-e-aaKHir bhii
marne par aayaa hai par laat chalii jaatii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n aa.nkh khol ke chalne kii lat na chho.D sakaa
nahii.n to ek na ik roz KHud ko paa luu.n mai.n
Nomaan Shauque
Ghazal
mai.n ik nasha huu.n use pa.D ga.ii hai lat merii
hayaat piine lagii hai sharaab kar ke mujhe
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
lat aashiqii kii ko.ii jaa.e hai aashiqo.n se
go baadshaah Daa.nDe go kotvaal baa.ndhe
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mas.ala hal nahii.n hogaa kabhii KHaamoshii se
lab ko jumbish do agar ko.ii shikaayat hai tumhe.n
Mahwar Sirsivi
Ghazal
ek me.n mil ga.e ai shaah-savaar ahl-e-niyaaz
naaz-e-ma.ashuuq thaa tuu sun kii tire laat na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jinhe.n hamaare lahuu kii lat hai kisii ne un se
KHumaar-e-rizq-e-halaal puuchhaa to kyaa kahe.nge
Kabeer Athar
Ghazal
mujhe usii ek dukh kii lat hai usii ko laa.o
mai.n taaza zaKHmo.n kii taazgii se Daraa hu.aa huu.n