SEARCH RESULTS
Showing search results for "latiif"
Ghazal MATCHES FOR "latiif"
Ghazal
shaa.ir hai aap ya.anii ki saste latiif-go
rishto.n ko dil se ro.iye sab ko ha.nsaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
is rishta-e-latiif ke asraar kyaa khule.n
tuu saamne thaa aur tasavvur KHudaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
nafiis naak nazaakat siraat 'adl bahaar
jamiil sutvaa.n mo'attar latiif KHushbuu rachii
Shahzad Qais
Ghazal
latiif thaa vo taKHayyul se KHvaab se naazuk
ga.nvaa diyaa use ham ne hii aazmaane me.n
Javed Akhtar
Ghazal
Shaayar Lakhnavi
Ghazal
adam kaa raaz sadaa-e-shikast saaz-e-hayaat
hijaab-e-ziist bhii kitnaa latiif pardaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye ruuh kyaa hai jism kaa aks-e-latiif hai
ye aur baat hai ki judaa naam rakh diyaa
Gopal Mittal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
aish gudaaz-e-dil bhii Gam-e-aashiqii me.n thaa
ik raahat-e-latiif bhii zimn-e-mehan me.n thii
Hasrat Mohani
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Lateef Sahil
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
zaKHm-KHurda Gam-e-dauraa.n se hai.n jazbaat-e-latiif
husn aur ishq kii kyaa mad.h-saraa.ii likhiye
Syeda Farhat
Ghazal
bahut latiif the nazzaare husn-e-barham ke
magar nigaah uThaane kaa kis ko yaaraa thaa