SEARCH RESULTS
Showing search results for "latiif"
Nazm MATCHES FOR "latiif"
Nazm
nau-jawan se
bahut latiif hai ai dost teG kaa bosa
yahii hai jaan-e-jahaa.n is me.n aab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aaj ki raat
uf vo vaaraftagi-e-shauq me.n ik vahm-e-latiif
kapkapaa.e hu.e ho.nTo.n pe nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
andeshe
us kaa ehsaas-e-latiif aur shikast-e-armaa.n
ta.ana-zan ek zamaana nazar aayaa hogaa
Kaifi Azmi
Nazm
hinDola
falak pe vajd me.n laatii hai jo farishto.n ko
vo shaa.erii bhii buluuG-e-mizaaj-e-tiflii hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sham-e-ayaadat
za-farq taa-qadam tamaam chehra jism-e-naaznii.n
latiif jagmagaahaTo.n kaa kaarvaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
gandhi-ji ki yaad mein!
sharaab-e-nau kii mastiyaa.n, ki al-hafiiz-o-al-amaa.n
magar vo ik latiif saa suruur-e-baada-e-kuhan
Jigar Moradabadi
Nazm
barbat-e-shikasta
kyaa hasiin tevar the kyaa latiif lahja thaa
aarzuu thii hasrat thii hukm thaa taqaazaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nazm kya hai
nazm-e-paaband kaa tarz hai jo latiif
is me.n paa.oge tum qaafiya-o-radiif
Hafiz Karnataki
Nazm
ayaadat
ruKHsaar par latiif sii ik mauj-e-sar-KHushii
lab par ha.nsii kaa narm saa tuufaa.n liye hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mera watan
lutf se ba.Dh ke hai jafaa terii
vaah-re hindostaa.n vafaa terii