SEARCH RESULTS
Showing search results for "loge"
Ghazal MATCHES FOR "loge"
Ghazal
aa.nkho.n me.n jo bhar loge to kaa.nTo.n se chubhe.nge
ye KHvaab to palko.n pe sajaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Saeed Rahi
Ghazal
dil le ke meraa haath me.n kahte hai.n mujh se vo
kyaa loge is kaa daam bataanaa sahii sahii
Unknown
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
ye jaan tum na loge agar aap jaa.egii
us bevafaa kii KHair kahaa.n tak manaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
ba.Dhaa loge agar tum faasle mujh se kabhii 'aazim'
to ruudaad-e-dil-e-naashaad phir kis ko sunaa.oge
Aazim Kohli
Ghazal
apnaa ghar-baar hai ab.aad-e-makaanii se buland
vaqt ko Dhuu.nDne nikloge to paa loge hame.n
Idris Azad
Ghazal
nigaah-e-lutf se dekhegaa mujh ko ik jahaa.n to kyaa
agar tum dekh loge merii qismat arsh par hogii
Bismil Azimabadi
Ghazal
chaahoge nishaa.n bhii na rahe meraa jahaa.n me.n
gar zikr karoge to miraa naam na loge
Shahzad Ahmad
Ghazal
miTaa loge jihaalat ko 'sikandar' tum
tumhe.n bhii ye na.ii dhunkii lagii hai kyaa
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
fan vo jugnuu hai jo u.Dtaa hai havaa me.n 'qaisar'
band kar loge jo muTThii me.n to mar jaa.egaa
Qaisarul Jafri
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
zindagii se ho be-zaar 'faanii' is se kyaa haasil
maut ko manaa loge jaan se KHafaa ho kar