SEARCH RESULTS
Showing search results for "luqma"
Ghazal MATCHES FOR "luqma"
Ghazal
us banda-e-KHuddaar pe nabiyo.n kaa hai saaya
jo bhuuk me.n bhii luqma-e-tar par nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
Azhar Faragh
Ghazal
luqma-e-girdaab hone hii ko thaa mai.n aur phir
daf.atan aa.ii nazar ik mauj-e-imkaanii mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
havas-e-luqma-e-tar khaa ga.ii lahje kaa jalaal
ab kisii harf ko hurmat nahii.n milne vaalii
Iftikhar Arif
Ghazal
Ehteram Islam
Ghazal
luqma halaal kaa jo milaa ahl-kaar ko
us ne chabaa ke thuuk diyaa paan kii tarah
Sarfaraz Shahid
Ghazal
halaal luqma khilaanaa hai apne bachcho.n ko
hamesha soch ye rakkhii kamaa.ii karte hu.e
aabid umar
Ghazal
saika.Do.n gum-shuda duniyaa.e.n dikhaa dii.n us ne
aa gayaa lutf use luqma-e-tar dene me.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
baat karne se gurezaa.n nazar aate hai.n magar
KHatm hai hazrat-e-'javvaad' pe luqma denaa
Jawad Sheikh
Ghazal
mar gayaa bhuuk se par bhiik kaa luqma na liyaa
marne vaale tire kirdaar-o-anaa zindabaad
Kazim Husain Kazim
Ghazal
kabhii kabhii ko.ii luqma kahii.n kahii.n ko.ii kaam
halaal hote hu.e bhii haraam hotaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
ruk ruk ke zaraa haath ba.Dhaa KHvaan-e-karam par
luqma ko.ii jaldii me.n aTak jaa.e to kyaa ho
Shauq Bahraichi
Ghazal
ek jaanib liye jaatii hai qanaa.at mujh ko
ek jaanib havas-e-luqma-e-tar khii.nchtii hai