SEARCH RESULTS
Showing search results for "maafaat"
Ghazal MATCHES FOR "maafaat"
Ghazal
is ishq kii talaafi-e-maafaat dekhnaa
rone kii hasrate.n hai.n jab aa.nsuu nahii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
de daad ai falak dil-e-hasrat-parast kii
haa.n kuchh na kuchh talaafii-e-maafaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
nikle jo mai-kade se to masjid thaa har maqaam
har gaam par talaafi-e-maafaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
pichhle Gamo.n kaa zikr hii kyaa jab vo mil ga.e
ai aasmaa.n talaafi-e-maafaat ho ga.ii
Akhtar Shirani
Ghazal
yahaa.n ko.ii nahii.n suntaa hadis-e-dil-zadagaa.n
magar mai.n aur tarah baat kartaa rahtaa huu.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
nasiihate.n na kare.n ab to kyaa kare.n ki 'ra.iis'
yuu.nhii talaafii-e-maafaat karte rahte hai.n
Raees Rampuri
Ghazal
kii us ne go talaafii-e-maafaat baarhaa
lekin jo us pe maan thaa vo maan to gayaa
Noor Ahmad Shaikh
Ghazal
KHuu.n-rang hu.e shaam-o-sahar be-KHabar rahe
mu.aafii nahii.n talaafii-e-maafaat chaahiye
Sabeen Yunus
Ghazal
ab KHvaahish-e-talaafii-e-maafaat bhii ga.ii
jii me.n jo thii ik baat so vo baat bhii ga.ii
Munawwar Jahan Munawwar
Ghazal
umr-e-guzishta chaahiye taa.at ke vaaste
ham kyo.n kare.n talaafii-e-maafaat kaa KHayaal
Rasikh Dehlvi
Ghazal
mumkin hai phir talaafii-e-maafaat ho na ho
aa jaa ki is ke baa'd ko.ii baat ho na ho
Faiz Tabassum Tonsvi
Ghazal
apne nagar me.n bas yahii kirche.n hai.n har taraf
kuchh gauhar-e-talaafii-e-maafaat le chale.n
Jafar Raza
Ghazal
muddat ke baa'd un se mulaaqaat ho ga.ii
achchhaa hu.aa talaafii-e-maafaat ho ga.ii
Jamal Bharti
Ghazal
jahaa.n banaa.e ko.ii baat hii nahii.n bantii
vahaa.n talaafii-e-maafaat ho to kaise ho
Bazm Ansari
Ghazal
ab jalva-gaah dil ko banaa le bajaa-e-tuur
tho.Dii bahut talaafii-e-maafaat bhii to ho
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
agar talaash karuu.n ko.ii mil hii jaa.egaa
magar tumhaarii tarah kaun mujh ko chaahegaa
Bashir Badr
Ghazal
jo ham pe guzrii so guzrii magar shab-e-hijraa.n
hamaare ashk tirii aaqibat sa.nvaar chale