SEARCH RESULTS
Showing search results for "maafaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maafaat"
Ghazal
is ishq kii talaafi-e-maafaat dekhnaa
rone kii hasrate.n hai.n jab aa.nsuu nahii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
de daad ai falak dil-e-hasrat-parast kii
haa.n kuchh na kuchh talaafii-e-maafaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
nikle jo mai-kade se to masjid thaa har maqaam
har gaam par talaafi-e-maafaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
pichhle Gamo.n kaa zikr hii kyaa jab vo mil ga.e
ai aasmaa.n talaafi-e-maafaat ho ga.ii
Akhtar Shirani
PAGE MATCHES FOR "maafaat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maafaat"
Ghazal
nasiihate.n na kare.n ab to kyaa kare.n ki 'ra.iis'
yuu.nhii talaafii-e-maafaat karte rahte hai.n
Raees Rampuri
Ghazal
kii us ne go talaafii-e-maafaat baarhaa
lekin jo us pe maan thaa vo maan to gayaa
Noor Ahmad Shaikh
Ghazal
KHuu.n-rang hu.e shaam-o-sahar be-KHabar rahe
mu.aafii nahii.n talaafii-e-maafaat chaahiye
Sabeen Yunus
Ghazal
ab KHvaahish-e-talaafii-e-maafaat bhii ga.ii
jii me.n jo thii ik baat so vo baat bhii ga.ii
Munawwar Jahan Munawwar
Ghazal
umr-e-guzishta chaahiye taa.at ke vaaste
ham kyo.n kare.n talaafii-e-maafaat kaa KHayaal
Rasikh Dehlvi
Rubai
har tarah se zaa.e.a hai yahaa.n har auqaat
maafaat talaafii hai talaaf-e-maafaat
Qalaq Merathi
Ghazal
mumkin hai phir talaafii-e-maafaat ho na ho
aa jaa ki is ke baa'd ko.ii baat ho na ho
Faiz Tabassum Tonsvi
Ghazal
apne nagar me.n bas yahii kirche.n hai.n har taraf
kuchh gauhar-e-talaafii-e-maafaat le chale.n









