SEARCH RESULTS
Showing search results for "maana-e-bandagi-e-shauq"
Ghazal MATCHES FOR "maana-e-bandagi-e-shauq"
Ghazal
kis kaa sar-e-niyaaz thaa paa-e-ayaaz par jhukaa
maana-e-bandagi-e-shauq satvat-e-KHusravii nahii.n
Hadi Machlishahri
Ghazal
ai junuun-e-bandagii-e-shauq ye kyaa kar diyaa
un ke dhoke me.n na jaane kis ko sajda kar diyaa
Kaif Moradaabadi
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
Manzoor Ahmad Manzoor
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ham shauq ke shole kii lapak bhuul bhii jaa.e.n
vo sham-e-fasurda kaa dhu.aa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
jab us kii zauq-e-nazar kaa hu.aa bahut charchaa
vufuur-e-shauq se ek din sa.nvar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
mai.n raah-e-shauq me.n tanhaa nahii.n huu.n
mire hamraah kuchh parchhaa.iyaa.n hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
vaaraftagii-e-shauq kaa aalam ajiib thaa
ham tum ko saare shahr me.n kal Dhuu.nDte rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
junuun-e-shauq me.n sajdo.n kii aabruu bhii ga.ii
mujhe KHabar na hu.ii kab vo aastaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jo kuchh mataa-e-dil thii vo sab KHatm ho ga.ii
ab kaarobaar-e-shauq ke qaabil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
kyaa KHuub hai ye aalam-e-duniyaa-e-shauq bhii
ik bevafaa se mujh ko mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
jaada-e-shauq me.n ye bhii mujhe ma.aluum nahii.n
din kahaa.n biit gayaa raat kahaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
shah dil ko mil ga.ii hai phir un kii nigaah se
phir shauq Dhuu.nDhtaa hai dil-o-jaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ham aur aap se iz.haar-e-aarzuu karte
ye kahiye shauq kii vaaraftagii ne saath diyaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jazba-e-shauq kaa iz.haar na hone paa.e
dil kii be-taabiyaa.n nazro.n se giraa detii hai.n