SEARCH RESULTS
Showing search results for "maatamii-e-hasrat-e-ta.amiir-e-azal"
Ghazal MATCHES FOR "maatamii-e-hasrat-e-ta.amiir-e-azal"
Ghazal
dil ki hai maatamii-e-hasrat-e-ta.amiir-e-azal
KHud hii Gaarat-e-gar-e-saamaa.n hai KHabar-daar raho
Shohrat Bukhari
Ghazal
ye tujh ko hasrat-e-taa'miir-e-aashiyaa.n kyo.n hai
tuu mahv-e-silsila-e-sa'i-e-raa.egaa.n kyo.n hai
Bismil Dehlavi
Ghazal
bazm-e-hastii ko ba-sad-hasrat-e-taamiir na dekh
sham.a se rabt ba.Dhaa sham.a kii tanviir na dekh
Adeeb Malegavi
Ghazal
ghar ko yuu.n to.Do ki phir hasrat-e-taamiir na ho
ko.ii taqdiir na ho aur ko.ii tadbiir na ho
Khaleel Mamoon
Ghazal
baiThaa Gubaar-e-hasrat-e-ta.amiir ab kii baar
shauq-e-safar kii raah me.n aavaargii ga.ii
Farah Rizwi
Ghazal
tez lahro.n me.n salaamat nahii.n ko.ii 'KHurshiid'
kis tarah hasrat-e-taamiir nikal aa.ii hai
Khursheed Akbar
Ghazal
hu.aa huu.n ishq kii Gaarat-garii se sharminda
sivaa.e hasrat-e-taamiir ghar me.n KHaak nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ham KHaana-KHaraabii ke asar se nahii.n nikle
puurii na hu.ii hasrat-e-taamiir hamaarii
Sultan Akhtar
Ghazal
hasrat-e-taamiir me.n miTTii mirii barbaad ho
jur.at-e-iz.haar diivaaro.n me.n chunvaa.e mujhe
Naseem Syed
Ghazal
pal bhar me.n bikhar jaa.e.nge miTTii ke gharau.nde
bachcho.n kii magar hasrat-e-taamiir to dekho
Iqbal Anjum
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
tinkaa tinkaa hai qafas bhii to nasheman kii tarah
haa.n faqat hasrat-e-taamiir badal jaatii hai