SEARCH RESULTS
Showing search results for "madd-e-muqaabil"
Ghazal MATCHES FOR "madd-e-muqaabil"
Ghazal
Suhail Amjad
Ghazal
havaa ke madd-e-muqaabil rahaa kisii ke liye
mai.n vo diyaa huu.n jo shab bhar jalaa kisii ke liye
Kausar Siddiqi
Ghazal
be-hisii rahtii hai jab madd-e-muqaabil tanhaa
zindagii Dhuu.nDhtii rah jaatii hai manzil tanhaa
Bismil Aazmi
Ghazal
jab kabhii madd-e-muqaabil vo ruKH-e-zebaa hu.aa
aa.iina bhii rah gayaa hairat se mu.nh taktaa hu.aa
Ajiz Matvi
Ghazal
chaTaano.n kii tarah madd-e-muqaabil
magar andar se chaknaa-chuur huu.n mai.n
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
ham jaagte the madd-e-muqaabil rahe magar
KHaamosh inqalaab thaa tuufaan rah gayaa
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
kis tarah dekhuu.n tujhe madd-e-muqaabil mere
hairato.n kii ko.ii diivaar kha.Dii rahtii hai
Naushad Ashhar
Ghazal
saarii sipaah duusrii jaanib chalii ga.ii
mujh ko jo mere madd-e-muqaabil kiyaa gayaa
Mohammad Iftikharul Haq Samaj
Ghazal
ko.ii bhii jarii madd-e-muqaabil nahii.n aaya
mai.n shahr me.n phirtaa rahaa shamshiir nikaale
Azwar Shirazi
Ghazal
lashkar tamaam madd-e-muqaabil me.n ek ke
dushman ko mere sharm se mar jaanaa chaahiye
Ahsan Gulfam
Ghazal
ab aur intizaar kar ai khokhle badan
mai.n aa rahaa huu.n madd-e-muqaabil pachhaa.D ke