SEARCH RESULTS
Showing search results for "madda"
Ghazal MATCHES FOR "madda"
Ghazal
ham aise faqiiro.n me.n nahii.n maada-parastii
teraa to miyaa.n sher bhii maadii hai chalaa jaa
Shozeb Kashir
Ghazal
Dhal ga.ii hastii-e-dil yuu.n tirii ra.anaa.ii me.n
maadda jaise nikhar jaa.e tavaanaa.ii me.n
Rais Amrohvi
Ghazal
terii duniyaa bhii mirii tarah uja.D jaa.egii
rah gayaa mujh me.n agar sabr kaa maadda aadhaa
Komal Joya
Ghazal
ibtidaa kaa intihaa se raabta baa.ndhe hu.e
ghar se niklaa huu.n safar kaa mudda.aa baa.ndhe hu.e
Majid Ali Kavish
Ghazal
us kii tasviir banaataa rahaa jadval kii bajaa.e
aur is baar to madam ne sazaa dii bhii nahii.n
Syed Zamin Abbas Kazmi
Ghazal
kaalii balaa hai ko.ii nahii.n hai shab-e-firaaq
suurat-haraam rakhtii hai ek maada KHuuk sii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
is chashm-e-ashk-baar ke kyuu.nkar ho saamne
rone kaa maadda hii nahii.n hai sahaab me.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
qais ko thaa ishq phir lailaa ko ulfat ho ga.ii
ibtidaa me.n nar jo thaa aaKHir vo maada ho gayaa
Ata Lucknowi
Ghazal
uns hai maadda-e-asl-o-sarisht-e-insaa.n
ulfat insaan se rakkhegaa jo insaa.n hogaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhnaa mujh ko jo bargashta to sau sau naaz se
jab manaa lenaa to phir KHud ruuTh jaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
tumhaaraa hijr manaa luu.n agar ijaazat ho
mai.n dil kisii se lagaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham ki ruuThii hu.ii rut ko bhii manaa lete the
ham ne dekhaa hii na thaa mausam-e-hijraa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Hakeem Nasir
Ghazal
vo aur vafaa-dushman maane.nge na maanaa hai
sab dil kii sharaarat hai aa.nkho.n kaa bahaanaa hai