SEARCH RESULTS
Showing search results for "magas"
Ghazal MATCHES FOR "magas"
Ghazal
Faiz Khalilabadi
Ghazal
jin ke suro.n par aap magas-raaa.n rahe humaa
un kaa lahad me.n aaj ko.ii ustuKHvaa.n nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
har ek pankhu.Dii se Gizaa chuus lii ga.ii
phuulo.n kii der tak rahii jaarii magas se jang
Shah Room Khan wali
Ghazal
TikTikii baa.ndh ke dekhaa kiyaa itnaa ki banaa
saaya-e-mardum-e-diida magas-e-jaam-e-sharaab
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
ye jo hai aaj KHaraaba kabhii chaman thaa kyaa
yahaa.n to ek magas bhinbhinaatii rahtii hai
Rafiq Raaz
Ghazal
mujh ko nicho.Dtii rahii taariiKH baar baar
misl-e-magas hii shahd ugaltaa rahaa huu.n mai.n
Majeed Maiman
Ghazal
laad laane ke liye sarsabz a.nguuro.n kaa ras
hukm aate hii magas chhatte ke KHaano.n se uThii
Ahmad Jahangir
Ghazal
nikle hai.n KHat-o-KHaal lab-e-yaar ke nazdiik
allaah ne diyaa shahd-o-shakar mor-o-magas ko
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
hamaaraa pyaar to thaa chaa.nd aur chakore saa
tumhaaraa ishq hii gul se magas kaa rishta thaa