SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahaar"
Ghazal MATCHES FOR "mahaar"
Ghazal
mahaar-e-naaqa-e-lailaa tuu khii.nch le ai aah
haTaa de dast-e-talab ba.Dh ke parde mahmil ke
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham sad-hazaar baar tujhe dekhte rahe
thaa shauq be-mahaar tujhe dekhte rahe
Iftikhar Shahid Abu Saad
Ghazal
dasht-e-junuu.n abhii hai Gubaar-e-havaas me.n
yuu.n shutur be-mahaar na kar intizaar kar
Idris Azad
Ghazal
hai kis ke dast-e-karam me.n mahaar-e-naaqa-e-jaa.n
safar kaa lutf Gam-e-ham-safar ne chhiin liyaa
Allama Talib Jauhari
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jaarii ho be-mahaar ta'alluq kii salsabiil
ik aisii barshgaal kaa ummiid-vaar huu.n
Ahmad Shanas
Ghazal
ye be-mahaar uu.nTnii shero.n kii dekhiye
kartii hai kyaa Gazaal kii aa.nkho.n se jhuul jhuul
Arsalan Rathor
Ghazal
naaqa chalaa hai najd me.n lailaa kaa be-mahaar
majnuu.n kii ban pa.Degii agar saar-baa.n na ho
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
samajh na paa.ii ki kyaa be-mahaar chaahtaa thaa
ajiib shaKHs thaa KHud se faraar chaahtaa thaa
Ushba Tabeer
Ghazal
fazaa kii duusrii jaanib thaa baaG phuulo.n kaa
mahaar mo.D ke taaza havaa me.n saa.ns liyaa
Imdad Akash
Ghazal
gumaa.n hu.aa ki raasta abhii mirii nazar me.n hai
shariir shutr-nafs be-mahaar kar liyaa gayaa
Iffat abbas
Ghazal
dil-o-nazar pe ko.ii iKHtiyaar bhii to nahii.n
ye shutar aise magar be-mahaar bhii to nahii.n
Shahzad vasiq
Ghazal
diyaa hai jaagte taaro.n ne be-mahaar saa karb
banaa ga.e hai.n mujhe KHud-kafiil raato.n-raat
Fareed Parbati
Ghazal
daliil-e-kun hai magar dard-e-laa-davaa niklii
ye kaa.enaat ajab hairat-aazmaa niklii