SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-e-laal"
Ghazal MATCHES FOR "mai-e-laal"
Ghazal
zamiir-e-laala mai-e-laal se hu.aa labrez
ishaara paate hii suufii ne to.D dii parhez
Allama Iqbal
Ghazal
mastii Tapak rahii hai yahaa.n baal baal se
tan me.n lahuu nahii.n ye mai-e-la.al-faam hai
Imdad Ali Bahr
Ghazal
jaa.n-ba-lab hai.n tire mushtaaq sar-e-raah-e-hayaat
dam-e-iisaa-o-mai-e-laal-o-gul-e-tar laanaa
Varis Kirmani
Ghazal
dil jaa.n nisaar-e-mai hai zabaa.n taa.ib-e-sharaab
is kashmakash me.n ruuh kii taaziir ho ga.ii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
gar yahii fasl-e-junuu.n-zaa hai yahii abr-e-bahaar
azmat-e-tauba nisaar-e-mai-kashii ho jaa.egii
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
naa-shanaaso.n kii tahsii.n rang laa.ii hai kyaa kyaa
ko.ile bhii ab laal-e-shab-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pur-samar shaaKH ko hai sar kaa jhukaanaa achchhaa
chho.D de apne se ye maa-o-manii KHuub nahii.n
Chandu Lal Bahadur Shadan
Ghazal
adaa dil se kare.nge shukr sab ahl-e-vatan yaarab
mai-e-ishrat se jo un kaa liyaa lab to subuu kar de
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
ahbaab hai.n mai-KHaana hai pahluu me.n hai maa'shuuq
ab hazrat-e-'shankar' ko tamannaa se Garaz kyaa
Shankar Lal Shankar
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
surKH Dore aa ga.e piite hii saaqii aa.nkh me.n
ye mai-e-gul-ra.ng thii yaa KHuun paimaane me.n thaa
Piyare Lal Raunaq Dehlwi
Ghazal
paidaa kiyaa hai qalb ne siimaab kaa KHavaas
haasil na kyo.n ho maahii-e-be-aab kaa KHavaas
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
mai-e-alast se labrez saaGar-e-dil hai
ghaTe ba.Dhe na suruur-e-'aladdavaam miraa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
utregaa jab KHumaar vahii ho.nge ranj-o-Gam
dil ko sukuu.n milegaa mai-e-arGavaa.n se kyaa
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
ye sher-o-fan ye mai-o-naGma ye shabaab-o-rabaab
ye baKHshishe.n hai.n Gam-e-zindagii bhulaane ko