SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-e-laal"
Nazm MATCHES FOR "mai-e-laal"
Nazm
naghma-e-watan
yahaa.n parhez kaisaa aa.o rindaan-e-vatan aa.o
ki jaam apnaa hai apnaa mai-kada piir-e-muGaa.n apnaa
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
main zer-e-lab apna shajra-e-nasab dohra raha tha
mai.n zer-e-lab
apnaa shajra-e-nasab dohraa rahaa thaa
Jawaz Jafri
Nazm
aazadi
fazaa-e-shaam-e-sahar me.n shafaq jhalaktii hai
ki jaam me.n hai mai-e-laala-faam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
raat ki baat
auj-e-aflaak pe hai maa.ng kii afshaa.n kii damak
shiisha-e-mah se chhalak kar mai-e-tund-o-be-dard
Mukhtar Siddiqui
Nazm
urdu
har nau-aamoz sila paa.e tirii KHidmat kaa
har mah-e-nau tire sadqe mah-e-kaamil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dekhiye dete hai.n kis kis ko sadaa mere baad
'kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq'
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawed ke nam
mai.n shaaKH-e-taak huu.n merii Gazal hai meraa samar
mire samar se mai-e-laala-faam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
pir-e-mughan-e-urdu
kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ilm
kis ke sar jaa.egaa ab baar-e-giraan-e-urdu
Masud Husain Khan
Nazm
lahu lahu aankhen
ai laal ai merii jaan qaasim
husain se jab nigaah phere ye kal zamaana
Tariq Qamar
Nazm
hamara punjab
ye KHuld-fazaa KHuld-numaa is ke manaazir
ye maah-e-ziyaa mehr-laqaa is ke manaazir
Qais Jalandhari
Nazm
mohabbat
mohabbat baarish-e-la.al-e-badaKHshaa.n
mohabbat KHuun ke aa.nsuu bahaanaa
Seemab Batalvi
Nazm
shikast
gul khile.nge dar-o-diivaar mahak uTThe.nge
mai-e-KHush-rang ke saaGar ho.nge
Abrar Azmi
Nazm
fasana-e-adam
kiyaa suruur ne ik aalam-e-digar paidaa
churaa ke pii jo mai-e-sarkash-e-KHudiii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
lucknow
sar le ke hathelii par ubhrii thii jo duniyaa me.n
us qaum ko le Duubaa shuGl-e-mai-o-mai-KHaana
Shameem Farooq Banspari
Nazm
nashat-e-umid
bhaatii hai sab ko tirii lait-o-la.al
tuu ne kahaa.n siikhii hai ye aaj kal