SEARCH RESULTS
Showing search results for "mailaa"
Ghazal MATCHES FOR "mailaa"
Ghazal
hamaarii aa.nkho.n ko mailaa to kar diyaa hai magar
mohabbato.n me.n chamak aa.nsu.o.n se aatii hai
Munawwar Rana
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
farq itnaa na sahii ishq o havas me.n lekin
mai.n to mar jaa.uu.n tiraa rang bhii mailaa kar ke
Zafar Iqbal
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
paanii to ek umr se mujh par hai be-asar
mailaa huu.n jaise aur bhii dhone ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
merii aa.nkho.n me.n anokhe jurm kii tajviiz thii
sirf dekhaa thaa use us kaa badan mailaa hu.aa
Saqi Faruqi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kyaa kyaa na milii miTTii kyaa kyaa na dhu.aa.n phailaa
kaalaa na hu.aa sabza mailaa na hu.aa paanii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
har taraf u.Dne lagaa taariik saayo.n kaa Gubaar
shaam kaa jho.nkaa chamaktaa shahr mailaa kar gayaa
Adeem Hashmi
Ghazal
kafan ai gard-e-lahad dekh na mailaa ho jaa.e
aaj hii ham ne ye kap.De hai.n nahaa ke badle
Fani Badayuni
Ghazal
Adil Mansuri
Ghazal
havaa hai tez magar apnaa dil na mailaa kar
mai.n is havaa me.n tujhe duur tak sadaa duu.ngaa
Saqi Faruqi
Ghazal
chaa.nd me.n kaise nazar aa.e tirii suurat mujhe
aa.ndhiyo.n se aasmaa.n kaa rang mailaa ho gayaa
Afzal Minhas
Ghazal
chand sapne hii to TuuTe hai.n abhii saa.ns nahii.n
is tarah apnii tamannaa.o.n ko mailaa na karo