SEARCH RESULTS
Showing search results for "mailaa"
Nazm MATCHES FOR "mailaa"
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
haa.n dil kaa daaman phailaa hai
kyuu.n gorii kaa dil mailaa hai
Ibn e Insha
Nazm
masjid
ek mailaa saa akelaa saa fasurda saa diyaa
roz raasha-zada haatho.n se kahaa kartaa hai
Akhtarul Iman
Nazm
nahin mera aanchal maila hai
aur mere maathe kii siyaahii
tujh se aa.nkh milaa kar baat nahii.n kar saktii
Parveen Shakir
Nazm
makan
jahaa.n dhundlii fazaa.o.n kaa chalan hai
KHasta saa ek makaa.n mujh ko viraasat me.n milaa hai
Gulzar
Nazm
fareb
har ek shaam mujhe yuu.n KHayaal aataa hai
ki jaise TaaT kaa mailaa phaTaa hu.aa parda
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
pani ka hath
ujle parindo vo din kitnaa mailaa hogaa
aasmaan bahut duur duur tak phailaa hogaa
Sarvat Husain
Nazm
chup
chup kii baarish kaa ye mailaa paanii hai
ye paanii jo siine ke baalo.n se gir kar
Abdur Rasheed
Nazm
shaffafiyan
be-nazar shiisho.n me.n apne aks ko mailaa nahii.n karte
tumhe.n ye bhii bataate hai.n
Waheed Ahmad
Nazm
mazdur
paa.nv miTTii kii taho.n me.n mel se chikTe hu.e
ek badbuu-daar mailaa chiitha.Daa baa.ndhe hu.e
Seemab Akbarabadi
Nazm
zindagi maut ka aaina
har qiimtii aadarsh ko mailaa kiyaa hai
har lafz ko be-ma.anii kiyaa hai
Asghar Nadeem Syed
Nazm
nadamat
kisii davaa ke huu.n qaabil na tishnagii ke liye
tire sharaab se ho.nTo.n ne kar diyaa mailaa
Meraj Naqvi
Nazm
bandar wala
ka.ndhe par mailaa saa jholaa
piichhe bandar bholaa bholaa
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
tang tarik gali mein kutta
ta.ng taariik galii me.n kuttaa
mailaa mailaa saa thartharaataa chaa.nd
Adil Mansuri
Nazm
sham hai dhuan dhuan
kyo.n shaam kaa aa.nchal mailaa hai
har samt dhu.aa.n saa phailaa hai