SEARCH RESULTS
Showing search results for "majmaa"
Ghazal MATCHES FOR "majmaa"
Ghazal
aah ye majma-e-ahbaab ye bazm-e-KHaamosh
aaj mahfil me.n 'firaaq'-e-suKHan-aaraa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har gaam par hai majma-e-ushshaaq muntazir
maqtal kii raah miltii hai kuu-e-habiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
hai majma-e-aGyaar ki ha.ngaama-e-mahshar
kyaa sair mire diida-e-tar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
kal kuucha-e-qaatil me.n jo thaa KHalq kaa majma.a
khaa.e hu.e us haath kii talvaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
bazm se uThne kii Gairat baiThne se dil ko rashk
dekh kar Gairo.n kaa majma.a kyaa pareshaanii hu.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
itnii KHaamoshii se nikle hai.n tire shor se ham
jaise baazaar ke majma' se janaaza nikle
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
rau.ndte phirte hai.n vo majma-e-aGyaar ke saath
KHuub tauqiir-e-mazaar-e-shohadaa hotii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
jaa-ba-jaa chaahne vaalo.n kaa jo majma.a dekhaa
kuucha-e-yaar ko samjhaa mai.n jilau-KHaana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
sar apnaa rah-e-ishq me.n detaa jo na 'jur.at'
tuu majma-e-ushshaaq kaa sarkuub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
aap jaa.nche.n majma-e-ushshaaq me.n
un me.n 'bedam' saa ko.ii jaa.n-baaz hai