SEARCH RESULTS
Showing search results for "majmua"
Ghazal MATCHES FOR "majmua"
Ghazal
taaliif nusKHa-haa-e-vafaa kar rahaa thaa mai.n
majmuua-e-KHayaal abhii fard fard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
darhamii haal kii hai saare mire diivaa.n me.n
sair kar tuu bhii ye majmuu.a pareshaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil-e-aashiq bhii kyaa majmu.a-e-azdaad hotaa hai
udhar aabaad hotaa hai idhar barbaad hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
majmuu.a chhaapne to chale ho miyaa.n magar
ash.aar me.n tumhaare ko.ii baat bhii to ho
Adil Mansuri
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
us vaqt bhii ki KHaatir-e-majmuu.a thii nasiib
kam-baKHt dil hu.aa hai pareshaa.n kabhii kabhii
Josh Malihabadi
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
roz haalaat badalte hai.n ba-shart-e-taufiiq
ziist majmuu.a-e-aasaanii o dushvaarii hai
Saba Akbarabadi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
KHair guzrii jo khule baalo.n ko us ne baa.ndhaa
varna majmuu.a anaasir kaa pareshaa.n hotaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
mai.n kyaa huu.n mirii hastii hai majmu.a-e-azdaad
tartiib me.n hai kaun saa jauhar mire andar
Shozeb Kashir
Ghazal
apnii to fahm me.n vahii ha.ngaam ai 'naziir'
majmuu.a-e-hayaat kaa lubb-e-lubaab thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
suKHan me.n kuchh na.e majmuu'a le kar aa.iye aap
puraanii shaa'irii se har risaala thak chukaa hai
Faiz Khalilabadi
Ghazal
haa.n vus.at-e-zanjiir tak aazaad bhii huu.n mai.n
hastii mirii majmuu'a-e-azdaad rahegii