SEARCH RESULTS
Showing search results for "makiin"
Ghazal MATCHES FOR "makiin"
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jis kii saa.nso.n se mahakte the dar-o-baam tire
ai makaa.n bol kahaa.n ab vo makii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
hai makii.n kii paa-daarii naam-e-saahib-e-KHaana
ham se tere kuuche ne naqsh-e-mudda.aa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ye meraa dil hai ki manzar ujaa.D bastii kaa
khule hu.e hai.n sabhii dar makii.n nahii.n aataa
Shahryar
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
azaab degaa to phir mujh ko KHvaab bhii degaa
mai.n mutma.in huu.n miraa dil tirii panaah me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
junuun-e-ziinat-e-aaraa.ish-e-makaa.n ke liye
ka.ii makii.n dar-o-diivaar bech dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii makiin kii aamad ke intizaar me.n hai.n
mire mohalle me.n KHaalii ka.ii makaan pa.De
Rahat Indori
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
har ik makaan ko hai makii.n se sharaf 'asad'
majnuu.n jo mar gayaa hai to jangal udaas hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n KHalaa me.n dekhtaa rahtaa huu.n is ummiid par
ek din mujh ko achaanak tuu nazar aa jaa.egaa
Asim Wasti
Ghazal
mai.n sach kahuu.n pas-e-diivaar jhuuT bolte hai.n
mire KHilaaf mire yaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Ghazal
dukh mujhe is baat kaa hai mai.n akelaa rah gayaa
merii bastii ke makii.n sab us kinaare mar ga.e