SEARCH RESULTS
Showing search results for "makiin"
Nazm MATCHES FOR "makiin"
Nazm
jawab-e-shikwa
Gaafil aadaab se sukkaan-e-zamii.n kaise hai.n
shoKH o gustaaKH ye pastii ke makii.n kaise hai.n
Allama Iqbal
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
is qadar bhii nahii.n mujhe ma.aluum
kis mohalle me.n hai makaa.n teraa
Saifuddin Saif
Nazm
ek rah-guzar par
aur ab ye raah-guzar bhii hai dil-fareb o hasii.n
hai is kii KHaak me.n kaif-e-sharaab-o-sher makii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj shab koi nahin hai
KHvaab-dar-KHvaab mahallaat ke dar vaa hai.n ka.ii
aur makii.n ko.ii nahii.n hai,
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhe sochne de
bhuuk aur pyaas se pazh-murda siyah-faam zamii.n
tiira-o-taar makaa.n muflis o biimaar makii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
lagii na merii tabii.at riyaaz-e-jannat me.n
piyaa shu.uur kaa jab jaam-e-aatishii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
tasawwuf
ham tasavvuf ke KHaraabo.n ke makii.n
vaqt ke tuul-e-alam-naak ke parvaarda hai.n,
Noon Meem Rashid
Nazm
reg-e-diroz
ham mohabbat ke KHaraabo.n ke makii.n
vaqt ke tuul-e-alamnaak ke parvarda hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
gul-posh makaa.n aur gul-andaam makii.n bhii
kamyaab nahii.n husn zamaane me.n kahii.n bhii