SEARCH RESULTS
Showing search results for "manaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "manaa.e"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
karte ho mujh ko man.a-e-qadam-bos kis liye
kyaa aasmaan ke bhii baraabar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
mana'-e-shai vaa.iz hai vaj.h-e-hirs-e-shai
ab to mai se aur raGbat ho ga.ii
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
maana-e-dasht-navardii ko.ii tadbiir nahii.n
ek chakkar hai mire paa.nv me.n zanjiir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu be-basar ho to ye maana-e-nigaah bhii hai
vagarna aag hai momin jahaa.n KHas o KHaashaak
Allama Iqbal
Ghazal
maana-e-vahshat-KHiraamii-haa-e-lailaa kaun hai
KHaana-e-majnuun-e-sahraa-gard be-darvaaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kah do saliib-e-shab se ki apnii manaa.e KHair
ham ne to phir charaaG saro.n ke jalaa liye
Qateel Shifai
Ghazal
shoKHii se vo maanaa-e-sitam puuchh rahe hai.n
ab lafz-e-jafaa bhii unhe.n goyaa nahii.n aataa
Hasrat Mohani
Ghazal
ki tuu manaa.e mujhe is liye mai.n ruuThaa huu.n
mujhe manaa mire saaqii ki raat jaatii hai
Aazim Kohli
Ghazal
pinhaa.n hijaab-e-naaz me.n hai suurat-e-jamaal
paidaa haruuf-e-shauq se maanaa-e-ishq hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Guruur ishq ke aadaab siikh jaa.egaa
kabhii vo ruuTh ke dekhe kabhii manaa.e to
Aasnath Kanwal
Ghazal
maana-e-dasht-navardii mujhe zindaa.n na hu.aa
dar-o-diivaar se kuchh hosh kaa saamaa.n na hu.aa