SEARCH RESULTS
Showing search results for "mantarii"
Ghazal MATCHES FOR "mantarii"
Ghazal
ummiid un se ko.ii lagaanaa hii hai fuzuul
har mantarii kii soch hai sarkaar us se hai
Gurcharan Mehta Rajat
Ghazal
jo kuchh bhii aap chaahe.nge mil jaa.egaa huzuur
bas mantarii se tho.Dii mulaaqaat chaahiye
T N Raaz
Ghazal
uTho ye manzar-e-shab-taab dekhne ke liye
ki nii.nd shart nahii.n KHvaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
aashiq the shahr me.n jo puraane sharaab ke
hai.n un ke dil me.n vasvase ab ehtisaab ke
Adil Mansuri
Ghazal
jaane us ne kyaa dekhaa shahr ke manaare me.n
phir se ho gayaa shaamil zindagii ke dhaare me.n
Sarvat Husain
Ghazal
har nazar se nazar-andaaz-shuda manzar huu.n
vo madaarii huu.n jo rahgiir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
ajiib manzar-e-baalaa-e-baam hotaa hai
jab aashkaar vo maah-e-tamaam hotaa hai
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
yahii qatre jo dam apnaa dikhaane par utar aate
samundar aisii man-maanii tujhe karne nahii.n dete
Waseem Barelvi
Ghazal
zaraa badluu.ngaa is be-manzarii ko
phir us ke baad mar jaa.uu.ngaa mai.n bhii
Ameer Qazalbash
Ghazal
mujhe pasand nahii.n aise kaarobaar me.n huu.n
ye jabr hai ki mai.n KHud apne iKHtiyaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Ghazal
ek qatra ashk kaa chhalkaa to dariyaa kar diyaa
ek musht-e-KHaak jo bikhrii to sahraa kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
yahii aqiiq the shaaho.n ke taaj kii ziinat
jo u.ngliyo.n me.n madaarii pahan ke aate hai.n