SEARCH RESULTS
Showing search results for "manzuum"
Ghazal MATCHES FOR "manzuum"
Ghazal
zindagii ko zaKHm kii lazzat se mat mahruum kar
raaste ke pattharo.n se KHairiyat ma.aluum kar
Rahat Indori
Ghazal
dil kaa gulaab mai.n ne jise chuum kar diyaa
us ne mujhe bahaar se mahruum kar diyaa
Anjum Barabankvi
Ghazal
baanii-e-shahr-e-sitam mazluum kaise ho gayaa
kal jo mujrim thaa vo ab ma.asuum kaise ho gayaa
Qasim Jalal
Ghazal
maujuud kuchh nahii.n yahaa.n ma.aduum kuchh nahii.n
ye ziist hai to ziist kaa mafhuum kuchh nahii.n
Ziyaul Hasan
Ghazal
manzil kahaa.n hai duur talak raaste hai.n yaar
kis justujuu me.n KHvaab ke ye qaafile hai.n yaar
Hamid Iqbal Siddiqui
Ghazal
tere badan kii dhuup se mahruum kab hu.aa
lekin ye isti.aara bhii manzuum kab hu.aa
Ashar Najmi
Ghazal
tumhaare dard ko marquum kar ke dekhuu.ngaa
phir apne aap ko maGmuum kar ke dekhuu.ngaa
Mahwar Sirsivi
Ghazal
be-chehragii-e-zaat kaa mafhuum rahe hai.n
ham halqa-bagosho.n me.n bhii maaduum rahe hai.n
Safar Naqvi
Ghazal
sanad rahe taaki aur zaruurat ke vaqt kaam aa.e
tamaam-tar iztiraab manzuum kar liyaa hai
Umair Najmi
Ghazal
manzuum ho rahii thii KHamoshii ba-faiz-e-hijr
thaa zehn me.n huruuf kii parchhaa.iyo.n kaa raqs
Khwaja tariq Usmani
Ghazal
jo ba-faiz-e-aagahii ubhraa hai dil ke saaz par
vo taKHayyul KHud-baKHud manzuum saa hone lagaa
Inam Thanvi
Ghazal
mai.n ne is tarz se manzuum kiye dard-e-hayaat
ahl-e-afkaar ke haatho.n me.n qalam chau.nk uThe
Shagufta Naim Hashmi
Ghazal
Sufia Anjum Taj
Ghazal
alfaaz kii zanjiiro.n me.n jak.De hu.e mafhuum
afkaar me.n marbuut KHayaalaat hai.n manzuum
Ameen Tabish
Ghazal
har ek lafz ko shaffaaf aa.ina kar duu.n
mai.n tere husn kaa manzuum tarjuma kar duu.n
Abrar Kiratpuri
Ghazal
keh rahaa hai ye har ik she'r Gazal kaa 'KHush-dil'
kaif-o-vijdaan kaa manzuum 'atiyya huu.n mai.n
Farhat Hussain Khushdil
Ghazal
kis naam se ik aan me.n mausuum ho ga.e
aa.nkhe.n hu.ii.n jo band to marhuum ho ga.e