SEARCH RESULTS
Showing search results for "manzuum"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "manzuum"
Ghazal
zindagii ko zaKHm kii lazzat se mat mahruum kar
raaste ke pattharo.n se KHairiyat ma.aluum kar
Rahat Indori
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
aa.nsuu na kisii diida-e-mazluum se nikle
kah do ki na shikva lab-e-maGmuum se nikle
Rais Amrohvi
Ghazal
dil kaa gulaab mai.n ne jise chuum kar diyaa
us ne mujhe bahaar se mahruum kar diyaa
Anjum Barabankvi
MORE MATCHES FOR "manzuum"
Ghazal
baanii-e-shahr-e-sitam mazluum kaise ho gayaa
kal jo mujrim thaa vo ab ma.asuum kaise ho gayaa
Qasim Jalal
Ghazal
maujuud kuchh nahii.n yahaa.n ma.aduum kuchh nahii.n
ye ziist hai to ziist kaa mafhuum kuchh nahii.n
Ziyaul Hasan
Sher
harf-o-bayaa.n, nazaare, sitaare, dil o nazar
har shai me.n intishaar hai, manzuum kuchh nahii.n
Ziyaul Hasan
Nazm
qiston mein KHwab
mere KHvaab taviil aur manzuum hote the
aur mai.n aksar un me.n tarmiim kiyaa kartaa thaa
Ain Rashid
Ghazal
manzil kahaa.n hai duur talak raaste hai.n yaar
kis justujuu me.n KHvaab ke ye qaafile hai.n yaar
Hamid Iqbal Siddiqui
Nazm
qasam
aa na jaa.e kisii kii tabii.at kahii.n
aaj jo bhii adaa hai vo manzuum hai
Salam Machhli shahri
Ghazal
tere badan kii dhuup se mahruum kab hu.aa
lekin ye isti.aara bhii manzuum kab hu.aa
Ashar Najmi
Ghazal
tumhaare dard ko marquum kar ke dekhuu.ngaa
phir apne aap ko maGmuum kar ke dekhuu.ngaa














