SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqalat e"
Ghazal MATCHES FOR "maqalat e"
Ghazal
KHuubii-e-tarz-e-maqaalaat se kyaa hotaa hai
baat karte rahe ham baat se kyaa hotaa hai
Akhtar Saeed
Ghazal
pa.Dh saktaa huu.n mai.n jald kitaab-e-ruKH-e-raushan
chaahuu.n to mazaamiin-e-maqaalaat bataa duu.n
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
bantii nahii.n baat to phir baat kyaa kare.n
big.De hu.e hai.n shahr ke haalaat kyaa kare.n
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
likhe the ham ne jo ashko.n kii raushnaa.ii se
vo ishq ke bhii maqaalaat qiimtii hai.n bahut
Haidar Jafri
Ghazal
tuu buqraat-e-dauraa.n hai naaseh magar ham
sune.nge na tere maqaalaat hargiz
Saraswati Saran Kaif
Ghazal
udhar malaamat-e-duniyaa idhar malaamat-e-nafs
ba.Daa azaab hai aa.e hu.e havaas mujhe
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mai.n jahaa.n thaa vahii.n rah gayaa ma.azarat
ai zamii.n ma.azarat ai KHudaa ma.azarat
Zulfiqar Aadil
Ghazal
ai ishq kyaa yahii hai makaafaat-e-aarzuu
apnii hii KHaak haath se apne u.Daa.uu.n mai.n
Asar Lakhnavi
Ghazal
vo maqaamaat-e-muqaddas vo tire gumbad o qaus
aur miraa aise nishaanaat kaa zaa.er honaa
Zafar Iqbal
Ghazal
aur bhii chand maqaamaat-e-talab guzre hai.n
daar se manzil-e-dildaar tak aate aate
Khalish Barodvi
Ghazal
Faez Dehlvi
Ghazal
ko.ii mahram hai ki mahruum hame.n kyaa maaluum
un se puuchho jo maqaamaat-e-nazar jaante hai.n
Ishaq Athar Siddiqui
Ghazal
ko.ii parvaano.n ko samjhaa.o ki jiine ke sivaa
aur bhii chand maqaamaat-e-vafaa hote hai.n