SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqtuul"
Ghazal MATCHES FOR "maqtuul"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shahr kii chaabiyaa.n a.adaa ke havaale kar ke
tohfatan phir unhe.n maqtuul sipaahii de.nge
Parveen Shakir
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Riaz Majeed
Ghazal
mai.n aap apnaa hii haabiil apnaa hii qaabiil
mirii hii zaat hai maqtuul-o-qaatil-o-maqtal
Ahmad Faraz
Ghazal
maqtuul kii jabii.n pe hai qaatil likhaa hu.aa
kyaa faisla ho kal sar-e-darbaar dekhnaa
Imtiyaz Saghar
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
tum bhii fareb-KHurda sahii par ba-sad-KHuluus
maqtuul-e-makr-o-said-e-daGaa ham hu.e ki tum
Rais Amrohvi
Ghazal
maqtuul ko baa.nho.n me.n liye baiThaa rahuu.n kyuu.n
is jurm se lenaa hai use aur maza kyaa
Shariq Kaifi
Ghazal
mujhe ma.aluum hai.n sab saazishe.n darbaariyo.n kii
mire katbe pe likkhaa jaa.egaa maqtuul malika
Komal Joya
Ghazal
har KHanda-e-be-taab thaa maqtuul hamaaraa
vaise to ha.nse aur ha.nsaate hii rahe ham
Pirzada Qasim
Ghazal
kyaa ye maqtuul kii aulaad kii tauhiin nahii.n
ek bhii shaKHs bhare shahr me.n Gamgiin nahii.n
Ali Shiran
Ghazal
dil me.n maqtuul kii tasviir liye phirtaa huu.n
aur qaatil se aqiidat kaa bhii iz.haar karuu.n