SEARCH RESULTS
Showing search results for "mardo"
Ghazal MATCHES FOR "mardo"
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
chehro.n pe likkhe logo.n ke sadme pa.Dhaa karo
qabro.n pe likkhe mardo.n ke katbe pa.Dhaa karo
Sameena Rahmat Manal
Ghazal
sher mardo.n se hu.aa besha-e-tehqiiq tahii
rah ga.e suufii o mullaa ke Gulaam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n ne dekhaa hai jo mardo.n kii tarah rahte the
masKHare ban ga.e darbaar me.n rahne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
Vinayak Damodar Savarkar
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
jidhar mu.nh apne ko vo ii.sii-e-zamaa.n phere
to ik nigaah se mardo.n ke tan me.n jaa.n phere
Fakhruddin Khan Mahir
Ghazal
aurat ko samajhtaa thaa jo mardo.n kaa khilaunaa
us shaKHs ko daamaad bhii vaisaa hii milaa hai
Tanveer Sipra
Ghazal
Shabab Lalit
Ghazal
hai be-hayaa.ii had se jo garmii ziyaada ho
shoKHii bahut to mard-o-nisaa ko burii lage
Meer Hasan
Ghazal
ye mard-o-zan ke tafarqo.n se us ko nafrat thii
vo har safar me.n mujhe ham-rikaab rakhtaa thaa
Rafia Zainab
Ghazal
diin-o-duniyaa kii masarrat ke liye
mard-o-zan me.n KHush-gavarii chaahiye
Abu Mohammad Syed Husain Saifi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
na taKHt-o-taaj me.n ne lashkar-o-sipaah me.n hai
jo baat mard-e-qalandar kii baargaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
dhamkii me.n mar gayaa jo na baab-e-nabard thaa
ishq-e-nabard-pesha talabgaar-e-mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
hisaar-e-shaam-o-sahar aur zabt-e-ahl-e-nafas
nizaam-e-jabr me.n bebas ye mard-o-zan kaise
Yaqoob Rahi
Ghazal
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
aaj uj.De hu.e logo.n key panah-gaaho.n me.n
mai.n ne mardo.n kii tarah sai.nka.Do.n bande dekhe
Anwar Khan Anwar
Ghazal
ai duKHtar-e-raz shaayad tuu josh me.n aa.ii hai
mu.nh lagtii hai mardo.n ke kyaa shoKH lugaa.ii hai