SEARCH RESULTS
Showing search results for "marg-e-naa-gahaanii"
Ghazal MATCHES FOR "marg-e-naa-gahaanii"
Ghazal
bahaar-e-zindagii kaa lutf dekhaa aur dekhoge
kisii kaa aish-e-marg-e-naa-gahaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Ghazal
jatan hazaar kiye marg-e-naa-gahaanii ne
magar hayaat kii hargiz chalat-phirat na ga.ii
Aqeel Shadab
Ghazal
hayaat phir se chalii la.Dkha.Daa ke mastii me.n
sa.nbhal ga.ii thii kisii marg-e-naa-gahaanii se
Pallav Mishra
Ghazal
ahl-e-ishq kii hastii kyaa ajiib hastii hai
marg-e-naa-gahaanii ko zindagii tarastii hai
Rishi Patialvi
Ghazal
jo khel khel rahe the havaa.o.n kii shah par
vo khel KHatm hu.aa marg-e-naa-gahaanii se
Jalib Nomani
Ghazal
ta.ajjub un ke liye marg-e-naa-gahaanii kaa
jo zindagii ke maraahil se kam guzarte hai.n
Ahsan Rizvi Danapuri
Ghazal
haadse har mo.D par hai.n ghaat me.n kyaa kiijiye
kis qadar arzaa.n hai marg-e-naa-gahaanii har taraf
Shabab Lalit
Ghazal
Siddique Mujibi
Ghazal
Arman Najmi
Ghazal
Usha Shafaq
Ghazal
is tarah ghuT ghuT ke marne se to behtar thaa ki log
ek hii din kaash marg-e-naa-gahaanii maa.ngte