SEARCH RESULTS
Showing search results for "marham-e-dard"
Ghazal MATCHES FOR "marham-e-dard"
Ghazal
KHafaa ho ke ai 'dard' mar to chalaa tuu
kahaa.n tak Gam apnaa chhupaataa rahegaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
shab o roz ai 'dard' dar pe huu.n us ke
kisuu ne jise yaa.n na samjhaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
mast-e-sharaab-e-ishq vo be-KHud hai jis ko hashr
ai 'dard' chaahe laa.e ba-KHud par na laa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
ai 'dard' jaa chukaa hai miraa kaam zabt se
mai.n Gam-zada to qatra-e-ashk-e-chakiida huu.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
auro.n se to giraanii yak-laKHt uTh ga.ii hai
ai 'dard' apne dil ke gar baar hai.n to ham hai.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
hai apnii ye salaah ki sab zaahidaan-e-shahr
ai 'dard' aa ke bai.at-e-dast-e-subuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
dil kaa har dard thaa sarmaaya-e-hastii lekin
'faiz' ne apnii hii ulfat kaa galaa gho.nT diyaa
Dard Faiz Khan
Ghazal
'dard' ke milne se ai yaar buraa kyuu.n maanaa
us ko kuchh aur sivaa diid ke manzuur na thaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
aa pha.nsuu.n mai.n buto.n ke daam me.n yuu.n
'dard' ye bhii KHudaa kii qudrat hai
Khwaja Meer Dard
Ghazal
kah baiThiyo na 'dard' ki ahl-e-vafaa huu.n mai.n
us bevafaa ke aage jo zikr-e-vafaa chale
Khwaja Meer Dard
Ghazal
puuchhaa mai.n dard se ki bataa tuu sahii mujhe
ai KHaanumaa.n-KHaraab hai tere bhii ghar kahii.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
raat intizaar-e-dost qayaamat se kam na thaa
hasrat se dekhtaa rahaa diivaar-o-dar ko mai.n
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
na puuchh ai 'dard' merii vus.at-e-shauq
huduud-e-Gam ba.Dhaanaa chaahtaa huu.n
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
jo KHud se ho be-parvaa aur ishq se begaana
ai 'dard' vo kyaa samjhe afsaana mohabbat kaa